Thursday 27 September 2018



jindgi smudra ki ek muthi ret ki tarah hoti hain...
jindgi me har koi samudra ke pani ki tarah hota hain...
jisme hazaro pareshaniya aati he,
jisme hazaro rukawte ati hain...
or ek samay ke bad wo chali jati hain...
bs fark hota  hain aap use kaise dekhte hain...
fark hota hain us thahre hue pani me aap kaise ret ko fisalne se rok sakte hain...

ager hum bat kare ret ki to wo humri jindgi ka waqt hain..
jo koi bhi paritithi me  humara hota hain
or hum us waqt ka apni jindgi me kaise upyog karte hain..
wo humare uper hota hain...
samudre me bah jate hain....ya pareshaniyo ke sath
ya pareshaniyo ka samna karte???